bank Manager : - yeh kiya ajeeb
Signature hai ?
santa : yeh sign meri daadi ka hai sir
bank Manager :- aisa ajeeb sign?
kiya naam hai unka ??
santa :- Jalebi bai😜😜😜
banta voh ladaki kitanu sundar hai... santa mujhe iska naam pata hai... banta jaldi bata, kiya naam hai uska ? santa - vo bank mein kaam karti hai, uske tabel par usaka naam likha hua tha "chaalu khaata" 😱😱😱
"Ladki – mujhe paise badalwane hain
Bankwala – lao apna hath aage karo
Ladki – kiyun ?
Bankwala – siyahi lagani hai
Ladki – ohh please ye wala color mat lagaiye na
suit ke sath match bhi nahi kar rha hai 🙂 🙂"
"Pinki – Yaar modi ne mujhe fansa diya
Chinki – kaise yaar
Pinki – abb mujhe kale kalute ladke se shadi karni padegi
Chinki – toh pahele hi mana kiyu nahi kiya shadi se
Pinki – arey uska kala dhan dekhkar hi toh
shadi karne ka faisla kiya tha 🙂 🙂"
"Ek aadmi ki arthi ja rahi thi
Kejriwal – bhai kaun tha yeh
Bhid – ji garib aadmi tha
Kejriwal – bank ki line mai toh nahi mara na
Bhid – ja re tu nikal
har bat me rajniti 🙂 🙂"
"Pappu – Sahab ye notebandi kyu ki
Modi – Chinta mat karo
aapka paida bank me surakhit hai
Pappu – muje pata hai
kitna surakhit hai
Sala mai khud apne paise nahi nikal paa rha
auro ki to koi majal hi nahi hai 🙂 😉"