alia bhatt varun dhawan raaste par ja rahe tha unhein 1000 ka note mila
alia – abb hamein kiya karna chaahiye ?
varun- hum 50:50 rakh lenge
alia- aur baakhi ke 900 ka kiya ?😂😂😂
alia bhatt kbc par inmein se sabse bada kaun hai?
A. Peanut B. An Elephant C. The Moon D. A Kettle
alia: javaab b.hai an elephant😅😅😆
modi jee uss samay behosh hotey-hotey bache, jab alia bhatt ne unse poochha ........??
2000 ke note kee chip mein gaane
__ bharva sakte hain kiya ??????😝😜😝
___varun dhawan: kiya modi jee england se
"kohinoor" la payenge ?
alia bhatt: jo cheej, Chemist kee dukaan
par aaraam se mil sakti hai usey britian se laane kee kiya jarurat😉😉
alia agar tumhein 2min ke liye pm bana dein,toh kiya karogi
main maggi banaungi
5min diya toh?
par itani maggi khaayega kaun?😁😃😃😜
gst kiya hai?
alia bhatt: goodnight Sweetdreams takecare😆😆
alia bhatt ek dukaan mein gayee..
alia : 2 bhk ka kiya bhaav hai ?
dukaandaar: yeh redymade kapadon kee dukaan hai..
alia : lekin baahar toh likha hai “flat 70% off”..dukaandaar coma mein hai.😃😜😝